Revisiting Shah Rukh Khan-Aishwarya Rai’s Devdas' iconic dialogues

Revisiting Shah Rukh Khan-Aishwarya Rai’s Devdas' iconic dialogues

Image Source : file image

Shah Rukh Khan: “Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai, hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake.”

Image Source : file image

Shah Rukh Khan: "Babuji ne kaha gaon chhod do, sab ne kaha Paro ko chhod do, Paro ne kaha sharab chhod do, aaj tumne keh diya haweli chhod do, ek din aayega jab woh kahega, duniya hi chhod do."

Image Source : file image

Aishwarya Rai Bachchan: "Yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye… hum toh samjhe they but, aap toh dhadkan suna gaye."

Image Source : file image

Shah Rukh Khan: "Pyar ka karobaar toh bahut baar kiya hai, magar pyar sirf ek baar."

Image Source : file image

Shah Rukh Khan: "Kitni aasani se ginvah diya ki tumhe har pal meri yaad aati thi ... lekin yeh nahi socha ki un palon mein beetta toh main hi tha ... diya tum jalati thi ... par jalta toh main hi tha."

Image Source : file image

Shah Rukh Khan: "Aurat maa hoti hai, behen hoti hai, patni hoti hai, dost hoti hai… aur jab woh kuch nahi hoti, toh tawaif hoti hai."

Image Source : file image

Madhuri Dixit: "Har dukh aane waale sukh ki chitthi hoti hai… aur har nuksaan hone waale fayde ka ishara."

Image Source : file image

Shah Rukh Khan: "Ek baat hoti thi tab tum bahut yaad aati thi ... (kab) ... jab jab main saans leta tha tab tab."

Image Source : file image

Shah Rukh Khan: "Apne hisse ki zindagi toh hum jee chuke Chunni babu, ab toh bus dhadkano ka lihaaz karte hai… kya kahen yeh duniya waalo ko joh, aakhri saans par bhi aitraaz karte hai."

Image Source : file image

Jackie Shroff: "Jahan ‘kh’ se khush hokar jeena chahiye wahan ‘kh’ se itne khamosh baithe ho, arre ‘kh’ se itne khoye khoye ho, ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho."

Image Source : file image

Next : From Nayanthara to Anushka Shetty: Actresses who played the role of cops