“Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah” - Shahenshah
Image Source : Twitter/ @meta_reel
“Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai” - Don (1978)
Image Source : Twitter/@hellobooze
“Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain” - Mohabbatein
Image Source : Twitter/@SrBachchan
“Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal” - Agneepath
Image Source : Twitter/@MosesSapir
“Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha” - Kaalia
Image Source : Twitter/@Chatty111Prasad
“Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf” - Sarkar
Image Source : Twitter/@AmanKum27059195
“Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne padti to shadab ho bhi sakti thi” - Kabhie Kabhie
Image Source : Twitter/@Mumbaiactor1
“Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tahrah khade raho” - Zanjeer
Image Source : twitter/@IamLucky509
“Meri history janta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain” - Department
Image Source : Twitter/@goblueretweet
“Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho” - Sharaabi
Image Source : Twitter/@being_battalion
Next : Alia Bhatt is not just an actor, she has also invested in THESE 5 businesses