-
Image Source : India TV
As the popular lyricist and poet Javed Akhtar celebrates his birthday, let's have a look at his short shayaris that leave an impact of our hearts.
-
Image Source : India TV
Tumhein bhi yaad nahi aur mai bhi bhool gya
Vo lamha kitna haseen tha magar fuzool gya
-
Image Source : India TV
Ab agar aao toh jane ke liye mat aana,
Sirf ehsaan jataane ke liye mat aana
Maine palakon pe tamannayein saja rakhi hain,
Dil mein ummeed ki sau shammein jala rakhi hain
Ye haseen shammein bujhane ke liye mat aana
-
Image Source : India TV
Gin gin ke sikke hath mera khurdura hua
Jaati rhi wo sparsh ki narmi, bura hua
-
Image Source : India TV
Musibat aur lambi zindagi,
Buzurgo ki dua ne maar daala
-
Image Source : India TV
Mere vajood se yoon bekhabar hai vo jaise
Vow ek dhoopghadi hai mai rat ka pal hoon
-
Image Source : India TV
Kabhi yun bhi toh ho
Dariya ka sahil ho, poore chaand ki raat ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi toh ho
Tanhai ho, dil ho, boondein ho, barsaat ho
Aur tum aao
-
Image Source : India TV
Khush shakal bhi hai wo, ye alag baat hai magar
Humko jaheen log hamesha ajeej the
-
Image Source : India TV
Jab jab dard ka baadal Chaya, Jab gham ka saaya lehraya
Jab aansoo palkon tak aaya, Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya, Dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya mein yun hi hota hai
-
Image Source : Insia TV
Kabhi yun bhi toh ho
Dariya ka sahil ho, poore chaand ki raat ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi toh ho
Tanhai ho, dil ho, boondein ho, barsaat ho
Aur tum aao
-
Image Source : India TV
Un chiraagon mein tel hi kam tha
Kyun gila fir humein hawa se raha