
From Sushant Singh Rajput's 'I want to attend my own funeral' to we cannot decide when to die, Dil Bechara dialogues that made a special place in our hearts.

Janam kab lena hai aur marna kab hai..Yeh hum decide nahi karte....Par jeena kaise hai...Woh hum decide kar sakte hai

Gaana adhura kyu tha?..Kyunki life hee adhuri hai

Jab koi mar jaata hai...Toh uske saath jeene ki...Umeed bhi mar jaati hai

Meri raani zinda hai...Aur tab tak humari kahani bhi zinda hai

Kehte hai Pyaar neend ki tarah hota hai...Dheere dheere aata hai...Aur phir ekdum se aap...Usmein kho jaate hai

Main zinda hu..I guess kizzie ka matlab chipku hi hota hai...Par ab life se chipakane ki wajah mil gayi thi