News Photos Entertainment

I can talk English, I can walk English: Memorable dialogues of Amitabh Bachchan that we love

  • Tumhara naam kya hai, Basanti? Memorable dialogues of Amitabh Bachchan that we love

  • Kabhi Kabhie- Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein guzarne paati to shadab ho bhi sakti thi.

  • Agneepath- Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal. 

  • Namak Halal- I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow! 

  • Sooryavansham- Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni jyoti hai, dushmanon ke liye utni hi jwala. Bhoon dalo is kambaqt ko.

  • Shahenshah- Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.  

  • Don- Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin ha

  • Mohabbatein- Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain.

  • Kaalia- Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain.

  • Deewar- Aj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas?

  • Pink- Humare yahan ghadi ki sui character decide karti hai.

Advertisement