News Photos Entertainment

Javed Akhtar Shayari: Most memorable short shayaris by the lyricist that touch many hearts

  • Image Source : India TV

    As the popular lyricist and poet Javed Akhtar celebrates his birthday, let's have a look at his short shayaris that leave an impact of our hearts.

  • Image Source : India TV

    Tumhein bhi yaad nahi aur mai bhi bhool gya Vo lamha kitna haseen tha magar fuzool gya

  • Image Source : India TV

    Ab agar aao toh jane ke liye mat aana, Sirf ehsaan jataane ke liye mat aana Maine palakon pe tamannayein saja rakhi hain, Dil mein ummeed ki sau shammein jala rakhi hain Ye haseen shammein bujhane ke liye mat aana

  • Image Source : India TV

    Gin gin ke sikke hath mera khurdura hua Jaati rhi wo sparsh ki narmi, bura hua

  • Image Source : India TV

    Musibat aur lambi zindagi, Buzurgo ki dua ne maar daala

  • Image Source : India TV

    Mere vajood se yoon bekhabar hai vo jaise Vow ek dhoopghadi hai mai rat ka pal hoon

  • Image Source : India TV

    Kabhi yun bhi toh ho Dariya ka sahil ho, poore chaand ki raat ho Aur tum aao Kabhi yun bhi toh ho Tanhai ho, dil ho, boondein ho, barsaat ho Aur tum aao

  • Image Source : India TV

    Khush shakal bhi hai wo, ye alag baat hai magar Humko jaheen log hamesha ajeej the

  • Image Source : India TV

    Jab jab dard ka baadal Chaya, Jab gham ka saaya lehraya Jab aansoo palkon tak aaya, Jab yeh tanha dil ghabraya Humne dil ko yeh samjhaya, Dil aakhir tu kyun rota hai, Duniya mein yun hi hota hai

  • Image Source : Insia TV

    Kabhi yun bhi toh ho Dariya ka sahil ho, poore chaand ki raat ho Aur tum aao Kabhi yun bhi toh ho Tanhai ho, dil ho, boondein ho, barsaat ho Aur tum aao

  • Image Source : India TV

    Un chiraagon mein tel hi kam tha Kyun gila fir humein hawa se raha

Advertisement