Shah Rukh Khan, the man who taught what love is, has turned 54 years today. From his playboy yet decent guy role in Kuch Kuch Hota Hai to his intense love in Devdas, the actor made sure that his viewers feel very emotion he portrays on the big screen every time they watch him. There is hardly anyone who doesn’t remember his complete dialogue when in Kuch Kuch Hota Hai, he said, ‘Hum ek bar jeete hain aur ek baar marte hain’. On Shah Rukh Khan's 54th birthday, let's have a look at 10 dialogues that made him the ultimate King of Romance in Bollywood.
Devdas
Babuji ne kaha gaon chhod do ... sab ne kaha Paro ko chhod do ... Paro ne kaha sharab chhod do ... aaj tumne keh diya haweli chhod do ... ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chhod do

Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai ... hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake

Darr
I love you KKKKK ... Kiran
I love you KKKKK ... Kiran
Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein ... hoti rehti hai

Baazigar
Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai ... aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai

Kuch Kuch Hota Hai
Pyar dosti hai ... agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta ... kyun ki dosti bina toh pyar hota hi nahin ... simple, pyar dosti hai

Kal Ho Na Ho
Aaj ... aaj ek hasi aur baant lo ... aaj ek dua aur maang lo ... aaj ek ansoon aur pee lo ... aaj ek zindagi aur jee lo ... aaj ek sapna aur dekh lo ... aaj ... kya pata, kal ho naa ho

Om Shanti Om
Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ... ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai....Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kainaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai

Mohabbatein
Duniya mein kitni hai nafratein ... phir bhi dilon mein hai chahatein ... mar bhi jaaye pyar waale ... mitt bhi jaaye yaar waale ... zinda rehti unki mohabbatein

Jab Tak Hai Jaan
Teri aankhon ki namkeen mastiyan ... teri hasi ki beparwah gustakhiyan ... teri zulfon ki lehrati angdaiyan ... nahi bhoolunga main ... jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

More Bollywood stories and picture galleries
For all latest news and updates, stay tuned to our Facebook page