News Entertainment Bollywood 10 famous Amitabh Bachchan dialogues that every movie buff knows by heart

10 famous Amitabh Bachchan dialogues that every movie buff knows by heart

Amitabh Bachchan Birthday Special: From Shehenshah to Sholay, Big B gave us numerous of irreplaceable one-liners.

Top 10 Amitabh Bachchan dialogues Top 10 Amitabh Bachchan dialogues

Amitabh Bachchan is one such celebrity in Bollywood who has dived into all the possible genres in Indian cinema, ranging from comedy to horror. There’s no single subject in the industry which hasn’t been touched by this ‘megastar of the century’. That’s the most conspicuous feature of this phenomenal actor. While his movies brought some extraordinary box-office numbers, his dialogues have been helping us dramatize our everyday situations. Let’s have a look at his 10 most popular one liners. 

Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah- Shahenshah 

Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tahrah khade raho- Zanjeer 

Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. Uske BAAD, uske baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga. – Deewar

Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho. – Sharaabi

Meri history janta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain. – Department

Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne padti to shadab ho bhi sakti thi. - Kabhie Kabhie

Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal. - Agneepath20 Jo kal hua, woh dobara nahi hoga. – Agneepath

Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf. – Sarkar

Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain. – Mohabbatein

Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha. – Kaalia